Ek aas, ek ehsaas, meri soch aur bus tum,
Ek sawal, ek majaal, tumhara khayal or bs tum,
Ek baat, ek shaam, tumhara sath or bus tum,
Ek dua, ek faryad, tumhari yaad or bus tum,
Mera junoon, mera sukoon bus tum or bus tum.
अब ये हसरत है कि सीने से लगाकर तुझको
इस क़दर रोऊँ की आंसू आ जाये
Izhar-e-Tamanna Hi Tauheen-e-Tamanna Hai,
Tum Khud Hi Samajh Jaao Main Naam Nahi Lunga.
जाड़े की रुत है नई तन पर नीली शाल
तेरे साथ अच्छी लगी सर्दी अब के साल...
Mat karo pyar kisi se phoolon ki taraha,
Phool to pal mae Murjha jaate hai,
Pyar karo to karo Kaaton ki taraha,
Jo Chubhne ke baad bi Yaad Aate hain !!