Tu Mera Sapna, Mera Armaan Hai Par,
Shayad Tu Apni Ahmiyat Se Anjaan Hai,
Mujhse Kabhi Bhi Ruth Mat Jana Aap,
Kyuki Meri Duniya Aap Ke Bina Sunsaan Hai.
ये कश्मकश है ज़िंदगी की, कि कैसे बसर करें,ख्वाहिशे दफ़न करे, या चादर बड़ी करें।
जब हम गलत होते हैं,
तो समझौता चाहते हैं
और दूसरे गलत होते हैं...तो
हम न्याय चाहते हैं।
भूल होना प्रकृति है,
मान लेना संस्कृति है,
और सुधार लेना प्रगति है।
सुप्रभात
Wo awaaz jo waqt ke dhalne se, Dhaltee nahin,
Wo chain-o-sukun, Jo kisi ibadat mein milti nahin,
Suron mein jashn aisi,Jo jalwon mein dikhti nahin,
Na sune inke naghme, Subah-shaam dhalti nahin,
Rooh ki pyaas itnee, Jo is dard-e-dil se mitti nahin..
Naya saal, nayi ummeeden, naye vichar aur nayi shuruwat-bhagwan Karen aapki har dua haqeeqat ban jaye! Naye saal ki bahut bahut subhkamayen.