Tumko Dekhun To Mujhe Pyar Bahot Ata Hai
Zindagi Itni Haseen Pahle To Nahi Lagti Thi..
Taras gaye apke deedar ko,
phir bhi dil aap hi ko yaad karta hai,
humse khusnaseeb to apke ghar ka aaina hai,
jo har roz apke husn ka deedar karta hai…
दोस्त बनकर भी वो नहीं साथ निभानेवाला,
वही अंदाज़ है उस ज़ालिम का ज़माने वाला।
Badal jab garajte hain, dil ki dharkan badh jati hai,
Dil ki har ek dharkan se awaz tumhari aati hai.
Dard ho Dil Men To Dawa KijiyeDil hi Jab Dard Ho To Kya Kijiye.