अक्ल कहती है कि मारा जाएगा…
दिल कहता है कि देखा जाएगा…
कभी-कभी यूं ही चले आया करो दिल की दहलीज पर,,,,अच्छा लगता है, यूँ तन्हाइयों में तुम्हारा दस्तक देना...!!!
Tum Mujhe Kabhi Dil Se Kabhi Aankhon Se Pukaaro,
Yeh Hontho Ke Takalluf Toh Zamaane Ke Liye Hain.
Aapki iss dil lagi main hum apna dil kho bethe,Kal tak us khuda ke the aaj hum apke ho bethe,Ishq suna toh tha ki apna deewana bana leta hai,Par aaj khud karke hum bhi apne hosh kho bethe hain.
Jee Chahe Ki Duniya Ki Har Ek Fikr Bhula Kar,
Dil Ki Baatein Sunaun Tujhe Pass Bitha Kar.